Kankariya Maar Ke Jagaya Lyrics - Lata Mangeshkar

Kankariya Maar Ke Jagaya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Himalay Ki Godmein (1965). Kankariya Maar Ke Jagaya Dance soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Anand Bakshi.

Kakariyaa maar ke jagaya
Kal tu mere sapne me aaya
Balamaa tu bada wo hai
Zalamaa tu bada wo hai ho
Kakariyaa maar ke jagaya
Kal tu mere sapne me aaya
Balamaa tu bada wo hai
Zalamaa tu bada wo hai

bharatlyrics.com

Soi thi mai kahi khoi thi mai
Nid tuti meri to bada roi thi mai ho
Soi thi mai kahi khoi thi mai
Nid tuti meri to bada roi thi mai
Mere rone pe
Mere rone pe tu muskaraaya
Balamaa tu bada wo hai
Zalamaa tu bada wo hai o
Kakariyaa maar ke jagaya
Kal tu mere sapne me aaya
Balamaa tu bada wo hai
Zalamaa tu bada wo hai

Ho puchha agar tu kaahe aaya idhar
Bolaa ajaan raahi bhul gaya dagar
Ho puchha agar tu kaahe aaya idhar
Bolaa ajaan raahi bhul
Gaya dagar khub tune
Khub tune bahana banaaya
Balamaa tu bada wo hai
Zalamaa tu bada wo hai o
Kakariyaa maar ke jagaya
Kal tu mere sapne me aaya
Balamaa tu bada wo hai
Zalamaa tu bada wo hai.

Kankariya Maar Ke Jagaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download