Kar Gaya Kaanha lyrics, the song is sung by Aarti Mukherji from Geet Gaata Chal (1975). Kar Gaya Kaanha Sad soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Ravindra Jain.
Kar gaya kanha milan ka wada
Jamuna kinare khadi hai kab se radha
Na ab tak aayi milan ki wo raat
Na ab tak aayi milan ki wo raat
bharatlyrics.com
Tum to piya pardesh sidhare
Nis din barse nain hamare
Nis din barse nain hamare
Tum to piya pardesh sidhare
Nis din barse nain hamare
Yaha barah mahine lagi hai barsat
Na ab tak aayi milan ki wo rat
Shama re meri bhul bhulade
Aaja phri jo chahe saja de
Ho aaja phri jo chahe saja de
Shama re meri bhula bhulade
Aaja phri jo chahe saja de
Mai ab na karungi thitholi tere sath
Na ab tak aayi milan ki wo raat
Kar gaya kanha milan ka wada
Jamuna kinare khadi hai kab se radha
Na ab tak aayi milan ki wo raat
Na ab tak aayi milan ki wo raat.