Kar Karam Lyrics - Pradeep Mehta

Kar Karam lyrics, the song is sung by Pradeep Mehta from Sawli Ladki (2008). Kar Karam Romantic soundtrack was composed by Pradeep Mehta with lyrics written by Vishal Kashyap.

Bechain hoon samandar sa, na chain mujhako ik lamha
Bechain hoon samandar sa, na chain mujhako ik lamha
Teri nazar ki chaahat hai, kar de tu ik nazar
Kar karam yaar
Kar karam yaar
Kar karam yaar kar

Kar karam yaar
Kar karam yaar
Kar karam yaar kar
Bechain hoon samandar sa

Tu hi junoon mera hai tu hi deewaana pan
Tere liyehi tadpe hai, din raat mera mann
Mushkil hai teri yaadon ko dil se bhula saku
Rab ki jagah sanam tere sajade main karta hoon
Sun le iltaja meri de duwa ko asar
Kar karam yaar
Kar karam yaar
Kar karam yaar kar

Kar karam yaar
Kar karam yaar
Kar karam yaar kar
Bechain hoon samandar sa

Rooh mein hai sharif tu, dhadkan mein hai basi
Tu hi karaar mera tu meri bebasi
Tere hi haathon mein jaanam hai meri jindagi
Meri judaayi aansu hai, milana teri khushi
Aa paas mere aaja tu, na bekaraar kar
Kar karam yaar
Kar karam yaar
Kar karam yaar kar

Kar karam yaar
Kar karam yaar
Kar karam yaar kar
Bechain hoon samandar sa, na chain mujhako ik lamha
Teri nazar ki chaahat hai, kar de tu ik nazar
Kar karam yaar
Kar karam yaar
Kar karam yaar kar

Kar karam yaar
Kar karam yaar
Kar karam yaar kar

Kar karam yaar
Kar karam yaar
Kar karam yaar kar

bharatlyrics.com

Kar karam yaar
Kar karam yaar
Kar karam yaar kar.

Kar Karam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download