Kartab Hai Balwan Jagat Me Lyrics - Mohammed Rafi

Kartab Hai Balwan Jagat Me lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Shri Ganesh Mahima (1950). Kartab Hai Balwan Jagat Me Happy soundtrack was composed by S. N. Tripathi with lyrics written by Ramesh Pandey.

Kartab hai balwan jagat mein
Kartab hai balwan
Kartab hai balwan jagat mein
Kartab hai balwan

bharatlyrics.com

Ik din janta ne sita par
Jhuth kalank lagaya
Ram chandar ne pran priya ko
Wanvasini banaya
Kartab ke aage mamata ka
Hua maha balidan
Hua maha balidan
Jagat mein kartab hai balwan

Saty wadi the haris chandar
Jo raja se ban gaye rank
Aur harijan hath bikaye
Daso ke das kahaye
Kintu saty pe atal rahe
Paya jag mein samman
Jagat mein kartab hai balwan.

Kartab Hai Balwan Jagat Me Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download