KEHNA CHAHTA HOON LYRICS IN HINDI: कहना चाहता हूँ This Playful song is sung by Mustafa Zahid & released by Mustafa Zahid. KEHNA CHAHTA HOON song was composed by Atif Ali and Mustafa Zahid, with lyrics written by Mustafa Zahid.
कहना चाहता हूँ Kehna Chahta Hoon Lyrics in Hindi
मैं तेरी आँखों से कहना चाहता हूँ
मैं तेरी आँखों में रहना चाहता हूँ
भारतलिरिक्स.कॉम
कभी ज़िंदगी जो मुझे मिल गई
कभी रात यूँ दिन में जो ढल गई
कभी दिल मेरा मुस्कुराने लगा
कभी ग़म भी तो पास आने लगा
मैं तेरे दिल से कहना चाहता हूँ
मैं तेरे दिल में ही रहना चाहता हूँ
तेरी आँखों से कहना चाहता हूँ
मैं तेरी आँखों में रहना चाहता हूँ
यूँ ही अजनबी सा हुआ रास्ता
यूँ ही फिर रुका दिल का ये क़ाफ़िला
यूँ ही दिल जला यूँ ही दिल बुझा
यूँ ही जीने का फ़ैसला फिर हुआ
मैं तेरे होने से कहना चाहता हूँ
मैं तेरा जाने-जहाँ होना चाहता हूँ
मैं तेरी आँखों से कहना चाहता हूँ
मैं तेरी आँखों में रहना चाहता हूँ
Kehna Chahta Hoon Lyrics
Main teri aankhon se kehna chahta hoon
Main teri aankhon mein rehna chahta hoon
Kabhi zindagi jo mujhe mil gayi
Kabhi raat yoon din mein jo dhal gayi
Kabhi dil mera muskuraane laga
Kabhi gham bhi toh paas aane laga
Main tere dil se kehna chahta hoon
Main tere dil mein hi rehna chahta hoon
Teri aankhon se kehna chahta hoon
Main teri aankhon mein rehna chahta hoon
Yoon hi ajnabi sa hua raasta
Yoon hi phir ruka dil ka yeh qaafila
Yoon hi dil jala yoon hi dil bujha
Yoon hi jeene ka faisla phir hua
bharatlyrics.com
Main tere hone se kehna chahta hoon
Main tera jaane-jahaan hona chahta hoon
Main teri aankhon se kehna chahta hoon
Main teri aankhon mein rehna chahta hoon
