Kehta Hai Dil Mastana Lyrics - Kishore Kumar

Kehta Hai Dil Mastana lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Aankh Micholi (1972). Kehta Hai Dil Mastana soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Rajendra Krishan.

Kehta hai dil mastana ho ja kisi ka deewana
Pyar ke sahare do jahan se aage
Chhota sa banale ashaina
Kehta hai dil mastana hoja kisi ka deewana
Are pyar ke sahare do jahan se aage
Chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana

Dil mein jo pyar na basaya to
Jeene ka maza kya aya
Dil mein jo pyar na basaya to
Jeene ka maza kya aya
Zindagi wani hai chhoti si kahani hai,
Ye rut ani jani ani jani hai
Kehta hai dil mastana ho ja kisi ka deewana
Are pyar ke sahare do jahaan se
Aage chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana

bharatlyrics.com

Preet ke jo har na piroye to
Anmol din yuhi khoye
Preet ke jo har na piroye to
Anmol din yuhi khoye
Ghari tal jayegi jawani dhal jayegi,
To kali arjoo ki jal jayegi
Kehta hai dil mastana ho ja kisi ka deewana
Are pyar ke shahare do jahan se
Aage chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana

Duniya mein jab ham aye to
Pyar bhara dil sath laye
Duniya mein jab ham aye to
Pyar bhara dil sath laye
Bagh ye bahar se hai zindagi pyar se hai,
Dil ko wasta to bas yar se hai
Kehta hai dil mastana ho ja kisika deewana
Are pyar ke sahare do jahan se
Aage chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana ho ja kisika deewana
Are pyar ke sahare do jahan se
Aage chhotasa banale ashiyana
Kehta hai dil mastana.

Kehta Hai Dil Mastana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download