Khel Nahi Gir Gir Ke Sambhalna Lyrics - G. M. Durrani

Khel Nahi Gir Gir Ke Sambhalna lyrics, the song is sung by G. M. Durrani from Doli (1947). The music of Khel Nahi Gir Gir Ke Sambhalna Playful track is composed by Ghulam Mohammad while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Khel nahi khel nahi
Khel nahi gir gir ke sambhalna
Rahi dekh sambhal kar chalna
Khel nahi khel nahi

bharatlyrics.com

Is duniya ki rah anokhi
Is duniya ki rah anokhi
Manzil bhi gul ho jati hai
Is duniya ki rah anokhi
Manzil bhi gul ho jati hai
Kaliyo ke daman mein chhipa kar
Unko sabnam ro jati hai
Kaliyo ke daman mein chhipa kar
Unko sabnam ro jati hai
Thesh lage thesh lage
Thesh lage to phir na machalna
Rahi dekh sambhal kar chalna
Khel nahi khel nahi

Pyar ki rah mein kya hai jina
Kuch biti raho ka sahara
Kuch biti raho ka sahara
Pyar ki rah mein kya hai jina
Kuch biti raho ka sahara
Kuch biti raho ka sahara
Rat ujali chand ke dam se
Rat ujali chand ke dam se
Chand chupa gup andhiyara
Chand chupa gup andhiyara
Lut jaye lut jaye
Lut jaye to hath na malna
Rahi dekh sambhal kar chalna
Khel nahi khel nahi.

Khel Nahi Gir Gir Ke Sambhalna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download