Khushboo Ki Tasveerein Lyrics - Roop Kumar Rathod

Khushboo Ki Tasveerein lyrics, the song is sung by Roop Kumar Rathod from Chand Ke Pare (2012). Khushboo Ki Tasveerein Romantic soundtrack was composed by Anchal Talesara with lyrics written by Hasmukh Gandhi.

Khushboo ki tasveerein jaise
Khushboo ki tasveerein jaise
Hawaao pe lakeere jaise
Khubsoorat raat aur shabnam ke qatre
Kuchh rishtey hai chand ke par
Kuchh rishtey hai chand ke par

bharatlyrics.com

Naa jaane kaise kyaa hota hai
Naa jaane kaise kyaa hota hai
Apno se faasla hota hai
Koi achanak yun aa jaaye
Rishto ka kaarvaan hota hai
Pyaar ka yeh jaadu hai
Aankhein wahin aur badli hai nazrein
Kuchh rishtey hai chand ke par
Kuchh rishtey hai chand ke par

Oo khwaabon mein hi sone lage hum
Khwaabon mein hi sone lage hum
Yun hi kisi ke hone lage hum
Aansu bhi muskurane lage toh
Zindagi ko pirone lage hum
Lamhaa lamhaa saansein mehke
Aarzoo se har bhare
Kuchh rishtey hai chand ke par
Kuchh rishtey hai chand ke par

Khushboo ki tasveerein jaise
Khushboo ki tasveerein jaise
Hawaao pe lakeere jaise
Khubsoorat raat aur shabnam ke qatre
Kuchh rishtey hai chand ke par
Yeh rishtey hai chand ke par
Yeh rishtey hai chand ke par.

Khushboo Ki Tasveerein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Khushboo Ki Tasveerein is from the Chand Ke Pare (2012).

The song Khushboo Ki Tasveerein was sung by Roop Kumar Rathod.

The music for Khushboo Ki Tasveerein was composed by Anchal Talesara.

The lyrics for Khushboo Ki Tasveerein were written by Hasmukh Gandhi.

The music director for Khushboo Ki Tasveerein is Anchal Talesara.

The genre of the song Khushboo Ki Tasveerein is Romantic.