Khushi Ka Zamaana Gaya Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Khushi Ka Zamaana Gaya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Chhoti Bhabbi (1950). The music of Khushi Ka Zamaana Gaya Sad track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.

Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya

bharatlyrics.com

Tera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
Tera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
O mera bhi kasoor nahin
Jisne hamen juda kiya
Qismat uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya

Itni hai kahaani meri
O lut gayi jawaani meri
O lut gayi jawaani meri
Itni hai kahaani meri
O lut gayi jawaani meri
O lut gayi jawaani meri
Ek hai nishaani teri
Yaad uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya

Paas tere aaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Paas tere aaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ho qadmon par ghir jaaun main
Ek hai majboori meri
Farz uska naam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Khushi ka zamaana gaya
Rone se ab kaam hai
Pyaar uska naam thha
Judaai iska naam hai
Khushi ka zamaana gaya.

Khushi Ka Zamaana Gaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download