Kisi Ka Dard Chupaana Lyrics - Ustad Rais Khan

Kisi Ka Dard Chupaana lyrics, the song is sung by Ustad Rais Khan from Badli Teri Nazar (2011). Kisi Ka Dard Chupaana Ghazal soundtrack was composed by with lyrics written by .

Kisi ka dard chupaana
Koi mazaak nahin
Kisi ka dard chupaana
Koi mazaak nahin
Ghame hayaat uthana
Koi mazaak nahin
Kisi ka dard

Ye mere ashq nahin hai
Lahun ki boonde hain
Ye mere ashq nahin hai
Lahun ki boonde hain
Ye mere ashq nahin hai
Lahun ki boonde hain
In aansu o ka bahana
Koi mazaak nahin
In aansu o ka bahana
Koi mazaak nahin
Kisi ka dard

Jalaa ke apne nashemann
Ko khud hi hasta hun
Jalaa ke apne nashemann
Ko khud hi hasta hun
Jalaa ke apne nashemann
Ko khud hi hasta hun
Mazaak khud ka udaa
Koi mazaak nahin
Mazaak khud ka udaa
Koi mazaak nahin
Kisi ka dard

bharatlyrics.com

Sharaab peeta hain har
Reend paarsaa lekin
Sharaab peeta hain har
Reend paarsaa lekin
Sharaab peeta hain har
Reend paarsaa lekin
Nazar se peena peelana
Koi mazaak nahin
Nazar se peena peelana
Koi mazaak nahin
Kisi ka dard chupaana
Koi mazaak nahin
Ghame hayaat uthana
Koi mazaak nahin
Kisi ka dard.

Kisi Ka Dard Chupaana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download