Kismat Ka Nahi Dosh Lyrics - Lata Mangeshkar, Sudhir Phadke

Kismat Ka Nahi Dosh lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Sudhir Phadke from Sajani (1956). Kismat Ka Nahi Dosh Sad soundtrack was composed by Sudhir Phadke with lyrics written by Pandit Narendra Sharma.

Kismat ka nahi dosh baanware
Kismat ka nahi dosh baanware
Dosh nahi bhagwan ka
Dukh dena insaan ko jagne
Jag mein jalane
Kam raha insan ka
Kismat ka nahi dosh baanware

Sukh ki nid naa tu payega
Jaago paapi jaag re
Kis ki phulavaari mein lagaadi
Naahat tu ne aag re
Jagamag jalane
Diya naa jag mein
Dip kisi ke pran ka
Dukh dena insan ko jagne
Kam raha insan ka
Kismat ka nahi dosh baanware

bharatlyrics.com

Kis ke ras ko vish kar dala
Kis ke ras ko vish kar dala
Kiya kisi dukh ka vish pyala
Ek din tujhako bhi dans legi
Tere paapo ki vish jawala
Shola bhadak uthega ek din
Tere soye jaan ka
Dukh dena insan ko jagne
Kam raha insan ka
Kismat ka nahi dosh baanware
Dosh nahi bhagwan ka
Dukh dena insaan ko jagne
Kam raha insan ka
Kismat ka nahi dosh baanware.

Kismat Ka Nahi Dosh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download