LYRICS OF KITNA CHAHTA HU: The song "Kitna Chahta Hu" is sung by Manali Chaturvedi and Akash Deep from Aham Sharma, Rajni Katiyar, Saanand Verma and Ishtiyak Khan starrer film Acting Ka Bhoot, directed by Shashank Kumar. KITNA CHAHTA HU is a Love song, composed by Kashi Richard, with lyrics written by Kashi Kashyap.
Kitna Chahta Hu Lyrics
Thodi si main thode se tum
Thoda sa ye ishq kafi he sanam
Kasoor to en nigahon ne kiya
Main tumse pyaar kar beithi sanam
Khamosh rehne ki socha tha maine
Par dil tha ke izhar kar beitha
Main kitana chahti hun kaha nahi jata
Itna samajh le ke raha nahi jata he
Main kitana chahti hun kaha nahi jata
Itna samajh le ke raha nahi jata he
Sochu to khayaal tum ban jate ho
Mangu to mannat tum ban jate ho
Ab aur kya mangu main tere siva
Ye hal hein ke ab raha nahi jata he
bharatlyrics.com
Main kitana chahta hun kaha nahi jata
Itna samajh le ke raha nahi jata he
Main kitana chahti hun kaha nahi jata
Itna samajh le ke raha nahi jata he