तस्वीर Tasveer Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan, Abrar-ul-Haq

LYRICS OF 'TASVEER' IN HINDI: तस्वीर The song is sung by Rahat Fateh Ali Khan and Abrar-ul-Haq from Beyond Records. TASVEER is a Playful song, composed by Umair Hassan, with lyrics written by Asim Raza.

तस्वीर Tasveer Lyrics in Hindi

उसकी तस्वीर पड़ी है मेरी तस्वीर के साथ
उसकी तस्वीर पड़ी है मेरी तस्वीर के साथ
जिस तरह ख़्वाब को रख दे कोई ताबीर के साथ
जिस तरह ख़्वाब को रख दे कोई ताबीर के साथ

भारतलिरिक्स.कॉम

मैं किसी सिम्त भी चल दूँ वहीं लौट आता हूँ
मैं किसी सिम्त भी चल दूँ वहीं लौट आता हूँ
मैं किसी सिम्त भी चल दूँ वहीं लौट आता हूँ
उसने आज़ाद किया है मुझे ज़ंजीर के साथ
उसने आज़ाद किया है मुझे ज़ंजीर के साथ

मेरे ख़त और मेरी नज़्में भी मेरे साथ रखो
मेरे ख़त और मेरी नज़्में भी मेरे साथ रखो
मेरे ख़त और मेरी नज़्में भी मेरे साथ रखो
मुझको मिट्टी में उतारो मेरी जागीर के साथ
मुझको मिट्टी में उतारो मेरी जागीर के साथ

अब कोई जोड़ने आए तो बिखर जाता हूँ
अब कोई जोड़ने आए तो बिखर जाता हूँ
अब कोई जोड़ने आए तो बिखर जाता हूँ
उसने तोड़ा भी है मुझको बड़ी तदबीर के साथ
उसने तोड़ा भी है मुझको बड़ी तदबीर के साथ

Tasveer Lyrics

Uski tasveer padi hai meri tasveer ke saath
Uski tasveer padi hai meri tasveer ke saath
Jis tarah khwab ko rakh de koi tabeer ke saath
Jis tarah khwab ko rakh de koi tabeer ke saath

Main kisi simt bhi chal doon wahin laut aata hoon
Main kisi simt bhi chal doon wahin laut aata hoon
Main kisi simt bhi chal doon wahin laut aata hoon
Usne azaad kiya hai mujhe zanjeer ke saath
Usne azaad kiya hai mujhe zanjeer ke saath

bharatlyrics.com

Mere khat aur meri nazmein bhi mere saath rakho
Mere khat aur meri nazmein bhi mere saath rakho
Mere khat aur meri nazmein bhi mere saath rakho
Mujhko mitti mein utaaro meri jaagir ke saath
Mujhko mitti mein utaaro meri jaagir ke saath

Ab koi jodne aaye toh bikhar jata hoon
Ab koi jodne aaye toh bikhar jata hoon
Ab koi jodne aaye toh bikhar jata hoon
Usne toda bhi hai mujhko badi tadbeer ke saath
Usne toda bhi hai mujhko badi tadbeer ke saath

Tasveer Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Tasveer is from the Beyond Records.

The song Tasveer was sung by Rahat Fateh Ali Khan and Abrar-ul-Haq.

The music for Tasveer was composed by Umair Hassan.

The lyrics for Tasveer were written by Asim Raza.

The music director for Tasveer is Umair Hassan.

The song Tasveer was released under the Beyond Records.

The genre of the song Tasveer is Playful.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *