Kitna Suhana Woh Din Hoga Lyrics - Asha Bhosle

Kitna Suhana Woh Din Hoga lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Duniya Kya Jane (1971). Kitna Suhana Woh Din Hoga Romantic soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Rajendra Krishan.

Kitna suhana woh din hoga
Jis din hamara milan hoga
Aankho mein aanhke
Baaho mein bahe
Dharti se milta gagan hoga
Kitna suhana woh din hoga
Jis din hamara milan hoga
Aankho me aanhke
Baaho mein bahe
Dharti se milta gagan hoga
Kitna suhana woh din hoga

Kaho mere masum
Khwabo ki tum
Kisi roz tabir ban jaoge
Kaho mere masum
Khwabo ki tum
Kisi roz tabir ban jaoge
Kitna ha ha kitna suhana
Woh din hoga
Jis din hamara milan hoga
Aankho mein aanhke
Baaho mein bahe
Dharti se milta gagan hoga
Kitna suhana woh din hoga

Sunungi jab awaz sahnayi ki
Main chup chup ek
Dekhungi barat ko
Sunungi jab awaz sahnayi ki
Main chup chup ek
Dekhungi barat ko
Jo aayengi lekar
Mere meet ko
Gale se lagalungi
Us raat ko
Kitna ha ha kitna
Suhana woh din hoga
Jis din hamara milan hoga
Aankho mein aanhke
Baaho mein bahe
Dharti se milta gagan hoga
Kitna suhana woh din hoga

bharatlyrics.com

Idhar sej kaliyo
Se hogi bhari
Udhar phul sahre
Ke mahke hue
Ulat doge tum aake
Ghunghat mera
To jhuka jayenge
Naina bahke hue
Kitna ha ha kitna suhana
Woh din hoga
Jis din hamara milan hoga
Aankho mein aanhke
Baaho mein bahe
Dharti se milta gagan hoga
Kitna suhana wo din hoga.

Kitna Suhana Woh Din Hoga Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download