Kitne Saawan Beet Gaye Sajan Lyrics - Janiva Roy

Kitne Saawan Beet Gaye Sajan lyrics, the song is sung by Janiva Roy from Dil Ke Armaan (2014). The music of Kitne Saawan Beet Gaye Sajan Ghazal, Sad track is composed by Rishi Kumar Chatterjee while the lyrics are penned by Halim Sabir.

Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin
Kitani raate kaati hai
Maine taare gin gin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin
Kitani raate kaati hai
Maine taare gin gin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin

bharatlyrics.com

Jab se gaye pardesh piya
Jaan na paaye tum haal mera
Jab se gaye pardesh piya
Jaan na paaye tum haal mera
Kaise kahoon main
Roti rahoon main
Yaad aaye tu har din
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin

Roz tumhari raah takun
Ghar mein akeli
Main kaise rahoon
Roz tumhari raah takun
Ghar mein akeli
Main kaise rahoon
Zarook ki ye baate
Pyar ki barsaat
Bhaye na ab tere bin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin
Kitani raate kaati hai
Maine taare gin gin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin
Kitne saawan beet
Gaye sajana tere bin.

Kitne Saawan Beet Gaye Sajan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download