Koi Aaye Koi Jaaye Lyrics - Tochi Raina

Koi Aaye Koi Jaaye lyrics, the song is sung by Tochi Raina from Ek Bura Aadmi (2013). Koi Aaye Koi Jaaye Philosophical soundtrack was composed by Bandagi (Band) with lyrics written by .

Zindagi maut
Ka nishana hain
Sab ko ek din
Yahan se jaana hain

Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kya hain
Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kya hain
Kuch samaj mein nahi aata
Kuch samaj mein nahi aata
Ke ye duniya kya hain

bharatlyrics.com

Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kya hain
Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kya hain

Ye ajal hi se sab
Ne dekha hain
Uski khidamat ka
Ek karishma hain
Marnewala
Kabhi nahi aata
Jaane kudarat ka
Kya wo auma hai

Aanewale to chale
Jaatein hain wapas lekin
Aanewale to chale
Jaatein hain wapas lekin
Jaanewale nahi aate
Ye fasana kya hain
Jaanewale nahi aate
Ye fasana kya hain
Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kya hain

Baad marne ke tere aeh baab
Kaam aayege kya
Zindagi bhar ki mohabbat
Ik mutthi khaakh hai

Tere aehbaab tere dost
Tere gharwale
Tere aehbaab tere dost
Tere gharwale
Tujhko mitti mein mila denge
Samajta kya hain

Kuch samaj mein nahi aata
Kuch samaj mein nahi aata
Ke ye duniya kya hain
Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kya hain

Dafan karke ye tasaali bhi
Diye jaate hain aa aa..
Dafan karke ye tasaali bhi
Diye jaate hain
Rafta rafta sabhi aa jaayege
Darta kya hain
Rafta rafta sabhi aa jaayege
Darta kya hain
Kuch samaj mein nahi aata
Kuch samaj mein nahi aata
Ke ye duniya kya hain

Do ghadi royenge aehbaab
Tere aye kaamil
Do ghadi royenge aehbaab
Tere aye kaamil
Phir hamesha ko bhula denge
Samajta kya hain

Kuch samaj mein nahi aata
Kuch samaj mein nahi aata
Ke ye duniya duniya duniya
Kya hain.

Koi Aaye Koi Jaaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download