Koi Bana Aaj Apna Lyrics - Lata Mangeshkar

Koi Bana Aaj Apna lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Malti Madhav (1951). Koi Bana Aaj Apna Happy soundtrack was composed by Sudhir Phadke with lyrics written by Pandit Narendra Sharma.

Koi bana aaj apna
Koi bana aaj apna
Koi bana aaj apna
Bana aaj apna
Bana aaj apna

bharatlyrics.com

Sukh mein aankhe band ho rahi
Khule hriday ke dwar
Do man milakar ek huye hai
Do do naina char
Do do naina char
Char nain dekhein hil mil kar
Ek madhur sapana
Bana aaj apana
Koi bana aaj apna
Bana aaj apna

Char charan par panch ek hai
Char agar do baat
Ek git me bandhati jati
Char chandani raat
Char chandani raat
Madhur preet ki phulmala par
Pran naam japana
Bana aaj apana
Koi bana aaj apna
Bana aaj apna

Prem hindola jhule hil mil
Dek kadam shikha
Prem hindola jhule hil mil
Dek kadam shikha
Nache rut chham chham ke
Bhare bah mein bah
Bhare bah mein bah
Bar bar nainon ka milana
Palako ka japana
Bana aaj apana
Koi bana aaj apna
Bana aaj apna
Koi bana aaj apna
Bana aaj apna
Bana aaj apna.

Koi Bana Aaj Apna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download