Koi Din Zindagi Ke Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Koi Din Zindagi Ke lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Gunjan (1948). Koi Din Zindagi Ke Sad soundtrack was composed by Ashok Ghosh with lyrics written by Saraswati Kumar Deepak.

Koi din zindagi ke gunguna
Kar hi bitata hain
Koi din zindagi ke gunguna
Kar hi bitata hain
Koi pa kar ke khota hain
Koi kho kar ke pata hain

Hamari zindagi bhi kya
Kabhi hansna kabhi rona
Hamari zindagi bhi kya
Kabhi hansna kabhi rona
Jise hum apna kahate hain
Woh huma se dur jata hain

Ummide loot gayi jisaki
Tasavvur chhin gaya jiska
Ummide loot gayi jisaki
Tasavvur chhin gaya jiska
Woh kashti aap hi
Gahare samandar mein dubata hai

bharatlyrics.com

Agar dil ho gaya viran
Karunga maut se ulfat
Kisi badhal par abb kaun do
Aansu bahata hain

Kisi ke chain se aaram se
Kya vaasta apna
Na koi sath deta hain
Na koyi paas aata hain
Koi din zindagi ke gunguna
Kar hi bitata hain.

Koi Din Zindagi Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download