Koi Halchal Na Sada Hain Lyrics - Anuradha Paudwal

Koi Halchal Na Sada Hain lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Deewangee (1992). Koi Halchal Na Sada Hain Ghazal soundtrack was composed by Lalit Sen with lyrics written by Mumtaz Rashid.

Koi halchal na sada hain mujh mein
Koi halchal na sada hain mujh mein
Jaane kyaa tut gaya mujh main
Koi halchal na sada hain mujh mein
Koi halchal na sada hain mujh mein

Aaina mujhko dikhane wale
Aaina mujhko dikhane wale
Tera chehara bhi
Chhupa hain mujh main
Tera chehara bhi
Chhupa hain mujh main
Jaane kyaa tut gaya mujh main
Koi halchal na sada hai mujh mein

Kitana gehara hain iss partha hota
Kitana gehara hain iss partha hota
Yeh jo range wafaa hain mujh main
Yeh jo range wafaa hain mujh main
Jaane kyaa tut gaya mujh main
Koi halchal na sada hai mujh mein

bharatlyrics.com

Kaun metti ka kahridaar yahan
Kaun metti ka kahridaar yahan
Iss mein kyaa dekha liya
Hain mujh main
Iss mein kyaa dekha liya
Hain mujh main
Jaane kyaa tut gaya mujh main
Koi halchal na sada hai mujh mein
Koi halchal na sada hai mujh mein
Jaane kyaa tut gaya mujh main
Koi halchal na sada hai mujh mein
Koi halchal na sada hai mujh mein.

Koi Halchal Na Sada Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download