Krishna Krishna Radhe Lyrics - Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur

Krishna Krishna Radhe Lyrics - Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur

Krishna Krishna Radhe Lyrics - Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur

Krishna Krishna Radhe lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur from Kishen Kanhaiya (1990). The music of Krishna Krishna Radhe Bhajan track is composed by Rajesh Roshan while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Krishna krishna haye karishna
Jagmag huya re agna
Krishna krishna haye karishna
Jagmag huya re agna
Chand suraj se pyare
Jhuke charno mein sare
Aaj jhum jhum gaye jamuna
Krishna krishna haye karishna
Jagmag huya re agna
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki

Nain chahiye radha ji ke
Meera ka man matvala
Kan kan mein phir nand ka lala
Vo jo dekhne vala
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Krishna krishna haye karishna
Jagmag huya re agna

bharatlyrics.com

Magna kya is dwar pe aakar
Aanchal kya felana
Tere man mein kay hai
Usne bin mange sab jana
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Chand suraj se pyare
Jhuke charno mein sare
Aaj jhum jhum gaye jamuna
Krishna krishna haye karishna
Jagmag huya re agna

Ant mein satay ki jit huyi hai
Jhut hamesha hara
Chakar utha ke hath me tune
Badli samay ki dhara
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Krishna krishna haye karishna
Jagmag huya re agna
Krishna krishna haye karishna
Jagmag huya re agna
Chand suraj se pyare
Jhuke charno me sare
Aaj jhum jhum gaye jamuna
Krishna krishna haye karishna
Jagmag huya re agna
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki
Jai ho yashoda maiya ki
Jai jai krishan kanhaiya ki.

Krishna Krishna Radhe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *