Kuchh Ho Gaya Kya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Aziz from Kishen Kanhaiya (1990). Kuchh Ho Gaya Kya Romantic soundtrack was composed by Rajesh Roshan with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).
Kuch ho gaya ha ho gaya
Kya ho gaya bata
Kuch ho gaya ha ho gaya
Kya ho gaya bata
Chand ke desh me dil mera ud gaya
Ud gaya, ud gaya, ud gaya
Kuch ho gaya ha ho gaya
Kya ho gaya bata
Anjani raho par jivan ye mud gaya
Ha mud gaya mud gaya mud gaya
Kuch ho gaya ha ho gaya
Kya ho gaya bata
Zulfo ne teri uljha diya
Zulfo se teri khata ho gayi
Lab ko lab chhu ke jalne lage
Gustaki tujhse ye kya ho gayi
Chham chham chhanan nache jiya
Sanse bani sargam piya
Chand ke desh me dil mera ud gaya
Ud gaya, ud gaya, ud gaya
Kuch ho gaya ha ho gaya
Kya ho gaya bata
bharatlyrics.com
Baho me aake mai beshud huyi
Teri baho ka hi to ye dosh hai
Kajal laga lu to kala kiya
Teri aankho ka hi to ye dosh hai
Chham chham chhanan nache jiya
Sanse bani sargam piya
Anjani raho par jivan ye mud gaya
Haye mud gaya mud gaya mud gaya
Kuch ho gaya ha ho gaya
Kya ho gaya bata
Kuch ho gaya ha ho gaya
Kya ho gaya bata.