Kya Hua Yaad Nahin Lyrics - Mohammed Rafi

Kya Hua Yaad Nahin lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Madadgaar (1987). Kya Hua Yaad Nahin Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Kya huya yaad nahin
Kaise huya yaad nahin
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahin
Kya huya yaad nahin
Kaise huya yaad nahin
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahin
Kya huya yaad nahin

bharatlyrics.com

Hum wahin aap wohi
Hum wahin aap wohi
Phir bhi ye anjana pan
Aapne aodah liya kyu
Ye udasi ka kafan
Kab huyi kisse huyi
Kaisi khata yaad nahin
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahin
Kya huya yaad nahin

Aap badle to fizza
Rang badal jayegi
Lab pe roki hain jo
Wo aahe nikal jayegi
Aap badle to fizza
Rang badal jayegi
Lab pe roki hain jo
Wo aahe nikal jayegi
Aap kyu aaj hain humse
Sabse khafa yaad nahin
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahin
Kya huya yaad nahin
Kaise huya yaad nahin
Ab mujhe kuch bhi
Mohabbat ke siva yaad nahin
Kya huya yaad nahin
Yaad nahin yaad nahin.

Kya Hua Yaad Nahin Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download