Kya Tum Wohi Ho Lyrics - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur

Kya Tum Wohi Ho lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur from Man Ki Aankhen (1970). The music of Kya Tum Wohi Ho track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.

Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Jo neendo mein chori
Se aata raha hai
Jo saanso mein chup
Chup ke gata raha hai
Mere anchuai
Jism ko jis ka
Saya bade pyar se
Chu ke jata raha hai
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho

Khayalo me jo muskurati
Rahi hai
Dhank ban ke nazro
Pe chati rahi hai
Mere dil ke sansar
Ke angan me aksar
Jo rato ko payal
Bajati rahi hai
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho

bharatlyrics.com

Me jiske liye
Phool chunti rahi hu
Tammano ke har bunti rahi hu
Me jiske liye
Phool chunti rahi hu
Tammano ke har bunti rahi hu

Dhadakte hue dil se
Shehnaiyo mein
Sada jis ke kadmo
Ki sunti rahi hoon
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho

Wo surat jo dil mein
Machalti rahi hai
Nigaho mein karwat
Badalti rahi hai
Wo surat jo dil mein
Machalti rahi hai
Nigaho mein karwat
Badalti rahi hai
Wo tarasha hua
Jism parcahai jiski
Sada mere hum rah chalti
Rahi hai
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho
Kya tum wohi ho.

Kya Tum Wohi Ho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download