Kyu Rota Hai Insaan lyrics, the song is sung by Kundan Lal Saigal from Omar Khaiyyam (1946). The music of Kyu Rota Hai Insaan Sad track is composed by Lal Mohammad while the lyrics are penned by Safdar Aah.
Insaan insaan
Kyu rota hai insaan
Insaan insaan
Kyu rota hai insaan
Har gham ki dava pesh hai
Har gham ki dava pesh hai
Kar aish ka saman
Kyu rota hai insaan
Insaan insaan
Kyu rota hai insaan
bharatlyrics.com
Sun baans ki is baansuri ke
Sun baans ki is baansuri ke
Geet suhane geet suhane
Sine mein huye chhed
Sine mein huye chhed
To gaati hai taraane
Masti ki yahi shaan
Masti ki yahi shaan
Kyu rota hai insaan
Insaan insaan
Kyu rota hai insaan
Ho lab pe hansi
Se pe jo aafat tere madalaye
Se pe jo aafat tere madalaye
Bhar jaam khushi ka
Bhar jaam khushi ka
Jo musibat ki ghata chhaye
Jo musibat ki ghata chhaye
Dukh baham hai nadan
Dukh baham hai nadan
Kyu rota hai insaan
Insaan insaan
Kyu rota hai insaan.