Hare Bhare Baag Ke Lyrics - Kundan Lal Saigal

Hare Bhare Baag Ke lyrics, the song is sung by Kundan Lal Saigal from Omar Khaiyyam (1946). The music of Hare Bhare Baag Ke Happy track is composed by Lal Mohammad while the lyrics are penned by Safdar Aah.

Hare bhare baag ke
Phoolo pe rijha khaiyyam
Hare bhare baag ke
Phoolo pe rijha khaiyyam
Taaro ka shaida hua
Taaro ka shaida hua
Chand mein khoya khaiyyam
Chand mein khoya khaiyyam
Hare bhare baag ke
Phoolo pe rijha khaiyyam

Pyari pyari surate
Pyari pyari surate
Pehlu se dil le gayi
Pehlu se dil le gayi
Ban gaya kuch roz mein
Ban gaya kuch roz mein
Husn ka banda khaiyyam
Husn ka banda khaiyyam
Hare bhare baag ke
Phoolo pe rijha khaiyyam
Lekin mujhe malum hua
Ki yaha ki har chiz fani hai

bharatlyrics.com

Fani chiz ka fani chiz ka
Pyar bhi fani
Pyar bhi fani
Laher yeh dil mein aayi
Laher yeh dil mein aayi
Chhod ke aakhir sab kuch maine
Lau maalik se lagayi
Chhod ke aakhir sab kuch maine
Lau maalik se lagayi

Bhul gaya har chiz yaha ki
Ishq e khuda mein khoya
Ishq e khuda mein khoya
Allah hu ke rag mein rag kar
Allah hu ke rag mein rag kar
Masazid dil mein banayi
Masazid dil mein banayi
Fani cheez ka
Pyar bhi fani

Phir to meri aankhon ko
Zarre zarre mein wo hi
Wo nazar aane laga
Pyar se maine kaliyo ko chuma
Pyar se maine kaliyo ko chuma
Bulabulo ke taraane pe jhuma
Bulabulo ke taraane pe jhuma
Husn ko uska jalwa samajh kar
Main haseeno ke majame mein ghuma
Mere dil mein samaya wo hi wo.

Hare Bhare Baag Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download