Kyun Tumne Hamko Daraaya Lyrics - Amirbai Karnataki

Kyun Tumne Hamko Daraaya lyrics, the song is sung by Amirbai Karnataki from Prem Sangeet (1943). Kyun Tumne Hamko Daraaya Playful soundtrack was composed by S.K. Pal with lyrics written by Bharat Vyas.

Kyun tumne hum ko daraaya
Kyun tumne hum ko daraaya
Pichhe pichhe prem se
Kyun chor ban kar aaya
Kyun chor ban kar aaya
Kyun tumne hum ko daraaya
Kyun tumne hum ko daraaya
Pichhe pichhe prem tu
Kyun chor ban kar aaya
Kyun chor ban kar aaya
Kyun tumne hum ko daraaya
Kyun tumne hum ko daraaya

bharatlyrics.com

Ruk gayi main
Laaj se phir chhup gayi main
Ruk gayi main
Laaj se phir chhup gayi main
Maare darr ke chhup gayi main
Maare darr ke chhup gayi main
Haan chhup gaye main
Tum to nikle meet man ke
Tum to nikle meet man ke
Prem ka sangeet ban ke
Aaj tak na bataaya kyun
Aaj tak na bataaya

Kyun tumne hum ko daraaya
Kyun tumne hum ko daraaya
Pichhe pichhe prem se
Kyun chor ban kar aaya
Kyun chor ban kar aaya.

Kyun Tumne Hamko Daraaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download