Laa De Mohe Baalmaa Lyrics - Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Laa De Mohe Baalmaa lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum from Rail Ka Dibba (1953). The music of Laa De Mohe Baalmaa Happy track is composed by Ghulam Mohammad while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

Laa de mohe baalmaa
Aasmaani chhoodiyaan
Jee aasmaani chhoodiyaan ho ho
Dil ko mere bhaaye naa
Ye puraani choodiyaan
Jee ye puraani choodiyaan
Laa de mohe baalmaa
Aasmaani chhoodiyaan ho ho
Dil ko mere bhaaye naa
Ye puraani choodiyaan
Jee ye puraani choodiyaan
Aji bhar ke nazar dekh lo idhar
Chhodiyon ki tum karo na fikar
Bhool na jaanaa dil ko lekar
Ghaayal man hai zakhmee jigar
Jab se ladi tumse nazar
Ham hain udhar tum ho jidhar
Aao jee kar len mil ke guzar

bharatlyrics.com

Duniya ko hona magar
Tere mere dil ki khabar
Tere liye laaunga man
Lubhaani chhoodiyaan
Jee man lubhaani chhoodiyaan
Laa de mohe baalmaa
Aasmaani chhoodiyaan ho ho
Dil ko mere bhaaye naa
Ye puraani choodiyaan
Jee ye puraani choodiyaan

Bhole piya mera jiya toone liyaa hai
Bhole piya mera jiya toone liyaa hai
Aji tumne hamen hamne
Tumhe pyaar kiyaa hai he he
Tumne hamen hamne
Tumhe pyaar kiyaa hai
Tumhen chhod ke balam jaayenge na ham
Khaaye huye hain pyaar ki qasam
Royega na dil khaayenge na gham
Koi na hoga dil pe sitam
Tum hi piya tum hi sanam
Rakhna meri laaj sharam
Tere hi dam pe hai mera dam
Laagi ho dekho na kam
Saath milke jhoom chhamaachham
De de mujhe pyaar ki
Tu nishaani choodiyaan
Jee tu nishaani choodiyaan
Laa de mohe baalmaa
Aasmaani chhoodiyaan
Jee aasmaani chhoodiyaan ho ho
Dil ko mere bhaaye naa
Ye puraani choodiyaan
Jee ye puraani choodiyaan ha
Tere liye laaungaa
Man lubhaani choodiyaan
Jee man lubhaani choodiyaan.

Laa De Mohe Baalmaa Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download