Ladki Cycle Wali De Gayi Lyrics - Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

Ladki Cycle Wali De Gayi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor from Pati Patni Aur Woh (1978). Ladki Cycle Wali De Gayi Romantic soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Anand Bakshi.

Ladki cycle wali
Ladki cycle wali de
Gayi rashte me
Ho de gayi rashte me
Ek pyar bhari gali
Ho ladki cycle

Gali pe chod diya
Gali pe chod diya
Tum jaise diwane ka
Tum jaise diwane ka
Sar kyu nahi fod diya
Ho gali pe chod diya

Ek chand sa mukhda hai
Hoye ek chand sa mukhda hai
Jiske dupatte ka
Ye jiske dupatte ka ek
Reshmi tukda hai
Tukda hai ji
Ek chand sa mukhda hai

Badnam to karte ho
Ho badnam to karte ho
Nam nahi lete kyu nam nahi lete
Kya bhawar se darte ho
Badnam to karte ho

Kothe pe kaw bole
Bole kothe pe kaw bole
Us din to dekhu
Mai us din dekhu
Jis din tu ha bole
Ho ye kothe pe kaw bole

Mumkin ye mele nahi
Mumkin ye mele nahi
Ba paas hu mai
Ba pas hu mai
Koi daswi fail nahi
Mumkin ye mele nahi

Sawa sawa kudiye sawa
O mudiye sawa sawa
Kya nam tumhara hai
Ho kya nam tumhara hai
Umar to khasi hai
Umar to khasi hai
Ab tak tu kuwara hai
Ho kya nam tumhara hai

bharatlyrics.com

Tu jaldi haye nahi je
To jaldi jawa hoti
Haye je tu jaldi jawa hoti
To shayad tu hi
Hoye to shayad tuhi
Mere bacho ki maa hoti
Hoye tu jo jaldi jawa hoti.

Ladki Cycle Wali De Gayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ladki Cycle Wali De Gayi is from the Pati Patni Aur Woh (1978).

The song Ladki Cycle Wali De Gayi was sung by Asha Bhosle and Mahendra Kapoor.

The music for Ladki Cycle Wali De Gayi was composed by Ravindra Jain.

The lyrics for Ladki Cycle Wali De Gayi were written by Anand Bakshi.

The music director for Ladki Cycle Wali De Gayi is Ravindra Jain.

The song Ladki Cycle Wali De Gayi was released under the Saregama.

The genre of the song Ladki Cycle Wali De Gayi is Romantic.