Lafz E Mohabbat Ka Lyrics - Sudhir Narain

Lafz E Mohabbat Ka lyrics, the song is sung by Sudhir Narain from Jaan E Jigar (2000). The music of Lafz E Mohabbat Ka Ghazal track is composed by Sudhir Narain while the lyrics are penned by .

Ik lafz e mohabbat ka
Adna sa fasana hai
Ik lafz e mohabbat ka
Adna sa fasana hai
Simate to dile aashiq
Simate to dile aashiq
Faile to zamana hai
Ik lafz e mohabbat ka
Adna sa fasana hai

Hum ishq ke maaro ka
Itna hi fasna hai
Hum ishq ke maaro ka
Itna hi fasna hai
Rone ko nahin ko
Hasne ko zamana hai
Rone ko nahin ko
Hasne ko zamana hai

Kya husn ne samja hai
Kya ishq ne jaana hai
Kya husn ne samja hai
Kya ishq ne jaana hai
Hum khaak nashino ki
Dogar mein zamana hai
Hum khaak nashino ki
Dogar mein zamana hai

Yeh ishq nahin aasaan
Itana hi samajh lije
Yeh ishq nahin aasaan
Itana hi samajh lije
Ik aag ka dariya hai
Aur doob ke jaana
Ik aag ka dariya hai
Aur doob ke jaana

Aansu to bahot se hai
Aankhon mein jigar lekin
Aansu to bahot se hai
Aankhon mein jigar lekin
Bindh jaaye so moti hain
Reh jaaye so daana hai
Bindh jaaye so moti hain
Reh jaaye so daana hai
Ik lafz e mohabbat ka
Adna sa fasana hai

bharatlyrics.com

Ik lafz e mohabbat ka
Adna sa fasana hai
Simate to dile aashiq
Simate to dile aashiq
Faile to zamana hai
Ik lafz e mohabbat ka
Adna sa fasana hai.

Lafz E Mohabbat Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download