Laga Ke Hatho Mein Lyrics - Lata Mangeshkar, Talat Mahmood

Laga Ke Hatho Mein lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Talat Mahmood from Parchhaiyan (1952). The music of Laga Ke Hatho Mein Happy track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Noor Lakhnavi.

Laga ke hatho mein
Mehandi halal kar dala
Banake mast mujhe
Haye paymal kar dala

bharatlyrics.com

Kisi ne mujhko mere
Ghar mein aake lut liya
Kisi ne mujhko mere
Ghar mein aake lut liya
Lut liya lut liya lut liya
Kisi garib to ghar mein
Bulake lut liya
Kisi garib to ghar mein
Bulake lut liya
Lut liya lut liya lut liya
Kisi garib to ghar mein
Bulake lut liya

Koi umid na hasarat na
Kuch tamanna thi
Andhera chhaya tha
Sun saan dil ki duniya thi
Charag si tum ne jalake lut liya
Charag si tum ne jalake lut liya
Lut liya lut liya lut liya
Kisi ne mujhko mere
Ghar mein aake lut liya
Kisi ne mujhko mere
Ghar mein aake lut liya

Hawaso hosh na rehte
Yeh majra hota
Jo shakal dekh hi lete n
A jaane kya hota
Sada huzur ne apani
Sunake lut liya
Sada huzur ne apani
Sunake lut liya
Lut liya lut liya lut liya
Kisi garib to ghar mein
Bulake lut liya
Kisi garib to ghar mein
Bulake lut liya

O zamane bhar se main
Keh dungi tumane chori ki
Aur aisi chori ki sinaajori bhi
Ki sone wale ko tune
Jaga ke lut liya
Ki sone wale ko tune
Jaga ke lut liya
Lut liya lut liya lut liya
Kisi ne mujhko mere
Ghar mein aake lut liya
Kisi ne mujhko mere
Ghar mein aake lut liya.

Laga Ke Hatho Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download