Laila (Title) Lyrics - Aditya A

Laila (Title) lyrics, the song is sung by Aditya A from Laila (2016). The music of Laila (Title) Folk track is composed by Aditya A while the lyrics are penned by Aditya A.

Kaun sa main chunu,
Tere mausam hain kain,
Bikhre hain rang tere,
Hai hontho pe nami,
Karti hain mujhse baatein,
Kyun aankhe yein teri,
Main dhundhta rehta hun,
Par lafz milte nahi..
Laila laaaaaila.
Mujhe ishq samajh me na aaye,
Laila..laila..tu hanse jo dil ye gaaye,
Oooo..yeehhh

Main yun hi chal pada hun,
Teri khushbu le chali,
Ye baazi haarne se,
Main darta kyun nahi,
Main sapne dekhta hun,
Toote hain taare kain,
Mera neend bhi hai khafa si,
Main pagal toh nahi..

bharatlyrics.com

Laila laaaaaila..
Mujhe ishq samajh me na aaye,
Laila..laila..tu hanse jo dil ye gaaye,

Sochta hun main..
Khaab tere kahin..
Koi dillagi toh nahi..
Waqt se kabhi.. Koi jeeta nahi,
Khelta hai magar.. Har koi,
Main raahi ban gaya hun,
Mujhe rukna ab nahi,
Tere dil ka hai jahan ghar,
Woh hi meri gali,
Laila laaaaaila..mujhe ishq samajh me na aaye,
Laila..laiiiiiila..tu hanse jo dil ye gaaye,
Ooooo…yehhhhhh….

Laila (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download