Lakh Bachte Phiro Lyrics - Ashok Khosla

Lakh Bachte Phiro lyrics, the song is sung by Ashok Khosla from Tere Honthon Ko Salam (1998). Lakh Bachte Phiro Ghazal soundtrack was composed by Ashok Khosla with lyrics written by Qateel Shifai.

Lakh bachte phiro
Lakh bachte phiro zamane se
Lakh bachte phiro zamane se
Pyar chhupta nahi chhupane se
Lakh bachte phiro zamane se
Pyar chhupta nahi chhupane se
Lakh bachte phiro zamane se
Pyar chhupta nahi chhupane se

bharatlyrics.com

Hoth chup hoto aankh bolati hain
Hoth chup hoto aankh bolati hain
Bhed to khamoshi bhi kholati hain
Bhed to khamoshi bhi kholati hain
Fayada kyaa nazar churane se
Fayada kyaa nazar churane se
Pyar chhupta nahi chhupane se
Lakh bachte phiro zamane se
Pyar chhupta nahi chhupane se

Koi jitana banega begana
Koi jitana banega begana
Aur failega uska afsana
Aur failega uska afsana
Chand bujta nahi bujane se
Chand bujta nahi bujane se
Pyar chhupta nahi chhupane se
Lakh bachte phiro zamane se
Pyar chhupta nahi chhupane se

Raaz rakhne se fayda hi kyaa
Raaz rakhne se fayda hi kyaa
Jab chale aandhi o ki tezz hawa
Jab chale aandhi o ki tezz hawa
Panchhi ke udd jaaye aashiyane se
Panchhi ke udd jaaye aashiyane se
Pyar chhupta nahi chhupane se
Lakh bachte phiro zamane se
Pyar chhupta nahi chhupane se
Lakh bachte phiro zamane se
Pyar chhupta nahi chhupane se.

Lakh Bachte Phiro Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download