Le Lo Chudiyaan Lyrics - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Le Lo Chudiyaan lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970). The music of Le Lo Chudiyaan Masti track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Le lo chudiya ji le lo chudiya
Neeli peeli lal hari aasmani
Le lo chudiya ji le lo chudiya
Are neeli neeli peeli peeli
Lal hari aasmani
Dedo chudiya ji de do chudiya
Ye suni hai kalai meri dhol jani

bharatlyrics.com

Dekho ye chudi wala hai dilwala
Pyar ka rasiya hai bada matwala
Dekho ye chudi wala hai dilwala
Pyar ka rasiya hai bada matwala
Rahiyo bachke rahiyo bachke
Rahiyo bachke rup ki ho rani
Le lo chudiya ji le lo chudiya
Neeli peeli lal hari aasmani
Dedo chudiya ji de do chudiya
Ye suni hai kalai meri dhol jani

Tere liye hi maine sun chudi wale
Ab tak dale rakhe dil par tale
Tere liye hi maine sun chudi wale
Ab tak dale rakhe dil par tale
Teri meri teri meri
Teri meri dosti hai kitni purani
Dedo chudiya ji de do chudiya
Ye suni hai kalai meri dhol jani
Le le le le le le le
Le lo chudiya ji le lo chudiya
Are neeli neeli peeli peeli
Lal hari aasmani

Dekhi na aisi kabhi naram kalai
Hath lagaya aur murjhai
Main to hoon chhui mui kumla jaungi
Dhundoge jag sara hath na aaungi
Chup na sakegi
Chup na sakegi chup na sakegi
Pyar ki nishani
Le lo chudiya ji le lo chudiya
Are neeli neeli peeli peeli
Lal hari aasmani.

Le Lo Chudiyaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download