Lut Gayi Ummido Ki Duniya Lyrics - Lata Mangeshkar

Lut Gayi Ummido Ki Duniya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Jal Tarang (1949). Lut Gayi Ummido Ki Duniya Sad soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Sarshar Sailani.

Lut gayi ummeedo ki duniya
Lut gayi ummeedo ki duniya
Khoon hua armano ka
Apno ne barbad kiya
Kya shikwa kare begano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya

bharatlyrics.com

Bairi hai bedard zamana
Bairi hai bedard zamana
Har aansoo hai ek fasana
Har aansoo hai ek fasana
Sunne wala koi nahi
In dard bhare afsano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya
Khoon hua armano ka
Apno ne barbad kiya
Kya shikwa kare begano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya

Naav bhawar mein door kinara
Naav bhawar mein door kinara
Nazar na aaye koi sahara
Nazar na aaye koi sahara
Khevan har ne dil ko hara
Zor bada tufano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya
Khoon hua armano ka
Apno ne barbad kiya
Kya shikwa kare begano ka
Lut gayi ummeedo ki duniya.

Lut Gayi Ummido Ki Duniya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download