Maa Meri (Title) Lyrics - Aasma, Anusha Mani

Maa Meri (Title) lyrics, the song is sung by Aasma, Anusha Mani from Maa Meri (2015). The music of Maa Meri (Title) Love track is composed by while the lyrics are penned by .

Tu hai jisne mujhe, chalna sikhaya
Gir ke uthna,uthke samhalna sikhaya
Kabhi lori banke,kabhi thapki banke
Kabhi neend meethi si, kabhi sapne jaisi..

Teri goad mein aankhein khuli ooh maa meri
Sabse pyaari duniya mein hai maa meri
Hmmm. Hmmmm

bharatlyrics.com

Meri har khushi se muskaan teri
Main sukoon tera main jaan teri
Kabhi daant banke kabhi dulaar banke
Kabhi bijli jaisi ,kabhi badli jaisi

Pyaar ki bonchaar si maa meri
Sabse pyaari duniya mein hai maa meri

Khaab bankar kabhi taabeer bankar
Mere sapnon ko sawaarti hai maa meri
Zindagi ki dhoop mein aur aandhiyon mein
Saaya bankar saath rehti maa meri
Khaamosh rehkar kabhi awaaz bankar
Ehsaas si kabhi..vishwaas si..

Thaame hue hai ghar ki chat ko maa meri
Sabse pyaari duniya mein hai maa meri.

Maa Meri (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download