Maat Peeta Ka Naam Goonjta lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Shravan Kumar (1946). The music of Maat Peeta Ka Naam Goonjta Playful track is composed by Bulo C. Rani while the lyrics are penned by Wali Sahab.
Maat peeta ka naam goonjta
Maat peeta ka naam goonjta
Jiski aakhari saans mein
Koi aisa laal bataa de
Duniya ke itihaas mein
Duniya ke itihaas mein
Maat peeta ka naam goonjta
Jiski aakhari saans mein
Koi aisa laal bataa de
Duniya ke itihaas mein
Duniya ke itihaas mein
Koi aisa laal bataa de
Katha shravan ki shravan karo
Har bol lagega pyaara
Chhalak uthegi kaano mein
Jaise amrut ki dhaara
Chhod andhera aa jaao
Chhod andhera aa jaao
Poonam ke purn prakaash mein
Koi aisa laal bataa de
Duniya ke itihaas mein
Duniya ke itihaas mein
Koi aisa laal bataa de
Ek taraf duniya ke sukh phir
Bhog vilaas ki maaya
Ek taraf maa baap ki seva
Karam yahin mann bhaya
Sukh mein dukh mein
Din mein raat mein
Sukh mein dukh mein
Din mein raat mein
Sadaa raha jo paas mein
Koi aisa laal bataa de
Duniya ke itihaas mein
Duniya ke itihaas mein
Koi aisa laal bataa de
bharatlyrics.com
Maat peeta ka naam goonjta
Jiski aakhari saans mein
Koi aisa laal bataa de
Duniya ke itihaas mein
Duniya ke itihaas mein
Koi aisa laal bataa de.