Main Aashiq Hu Baharo Ka (Title) Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Main Aashiq Hu Baharo Ka (Title) lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Aashiq (1962). The music of Main Aashiq Hu Baharo Ka (Title) Masti track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shahryar (Akhlaq Mohammed Khan).

Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka

Sadiyon se jag mein aata raha main
Naye rang jeewan me laata raha main
Har ek des me nit naye bhesh me
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka

Kabhi maine hanske deepak jalaaye
Kabhi banke baadal aansoo bahaaye
Mere rastaa pyaar ka raasta
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka

bharatlyrics.com

Chala gar safar ko koi besahaara
To main ho liya sang liye ektaara
Gaata hua kuchh bhulaata hua
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka.

Main Aashiq Hu Baharo Ka (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download