Mai Nadiya Ki Dhara Lyrics - Kishore Kumar, Lata Mangeshkar

Mai Nadiya Ki Dhara lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar from Naag Panchami (1972). The music of Mai Nadiya Ki Dhara Romantic track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara
Sath hai kitna pyara
Kam hai ye jiwan sara
Aayenge jag me dobara

bharatlyrics.com

Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara

Kon sambhalega mujhko
Bin tere bhatak jaungi
Kon sambhalega mujhko
Bin tere bhatak jaungi
Jaha jaha se jayega tu
Vaha vaha aaungi
Chutega na sath hamara
Deta chal mujhko sahara
Sath hai kitna pyara
Kam hai ye jiwan sara
Aayenge jag me dobara

Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara

Roop rang ras ki tu ganga
Mai pyasa panghat hu
Roop rang ras ki tu ganga
Mai pyasa panghat hu
Or pas aane ko tarsu
Yu to bhut nikat hu
Jiwan mera tune sawara
Aayenge jag me dobara

Mai nadiya ki dhara
Bahe teri kinara
Deta chal mujhko sahara
Sath hai kitna pyara
Kam hai ye jiwan sara
Aayenge jag me dobara.

Mai Nadiya Ki Dhara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download