Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare Lyrics - Lata Mangeshkar

Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Baap Bete (1959). The music of Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare Dance track is composed by Madan Mohan Kohli while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare
Waha sawla salona ek jadugar
Aati jati pe jadu dare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare

Hotho se jab jab wo murli lagaye
Hotho se jab jab wo murli lagaye
Jamuna ki ek ek lahar ruk jaye
Jamuna ki ek ek lahar ruk jaye
Sakhi ro fir tu hi bata
Sakhi ro fir tu hi bata
Dil kaise na koi hare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare

bharatlyrics.com

Kitna bhi koi manwa ko roke
Kitna bhi koi manwa ko roke
Raha jaye bansi kidhun me wo khoke
Raha jaye bansi kidhun me wo khoke
Sakhi ri koi bas na chale
Sakhi ri koi bas na chale
Jab mohan ki bansi pukare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare
Waha sawla salona ek jadugar
Aati jati pe jadu dare
Mai to jau na jamuna kinare
Mai to jau na jamuna kinare.

Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare is from the Baap Bete (1959).

The song Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare was composed by Madan Mohan Kohli.

The lyrics for Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare were written by Rajendra Krishan.

The music director for Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare is Madan Mohan Kohli.

The song Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare was released under the Saregama.

The genre of the song Mai To Jaaoo Na Jamuna Kinare is Dance.