Maidan Me Hum Jo Aa Jaaye Lyrics - Mohammed Rafi

Maidan Me Hum Jo Aa Jaaye lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Payal (1957). The music of Maidan Me Hum Jo Aa Jaaye Masti, Playful track is composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Hume na chede koi, hum sataye baithe hai
Gale me saat suro ko dabaye baithe hai
Maidan me hum jo aa jaye
Maidan ki chhuti ho jaye
Maidan me hum jo aa jaye
Maidan ki chhuti ho jaye
Maidan me hum jo aa jaye
Maidan ki chhuti ho jaye
Maidan ki chhuti ho jaye

bharatlyrics.com

Hatal ka diwala pit jaye
Darban ki chhuti ho jaye
Hatal ka diwala pit jaye
Darban ki chhuti ho jaye
Maidan me hum jo aa jaye
Maidan ki chhuti ho jaye

Hey bande marte hai
Bas achi surat par
Hai sukar mohabbat ke bande
Marte hai to achi surat par
Marte hai to achi surat par
Har kisi pe jo ye marne lage
Samsan ki chhuti ho jaye
Har kisi pe jo ye marne lage
Samsan ki chhuti ho jaye
Hatal ka diwala pit jaye
Darban ki chhuti ho jaye
Hatal ka diwala pit jaye
Darban ki chhuti ho jaye
Maidan me hum jo aa jaye
Maidan ki chhuti ho jaye
Maidan me hum jo aa jaye
Maidan ki chhuti ho jaye

Acha hai ke is duniya me
Abhi kuch sabji khore baki hai
Acha hai ke is duniya me
Abhi kuch sabji khore baki hai
Abhi kuch sabji khore baki hai
Muh sab ke lag jaye lahu
To hayvan ki chhuti ho jaye
Muh sab ke lag jaye lahu
To hayvan ki chhuti ho jaye
Hatal ka diwala pit jaye
Darban ki chhuti ho jaye
Hatal ka diwala pit jaye
Darban ki chhuti ho jaye.

Maidan Me Hum Jo Aa Jaaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download