Main Aur Mere Haathi (Title) Lyrics - Kishore Kumar

Main Aur Mere Haathi (Title) lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Main Aur Mera Haathi (1981). Main Aur Mere Haathi (Title) Happy soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Maya Govind.

Main aur mere haathi
Hum janam janam ke sathi
Main aur mere haathi
Hum janam janam ke sathi
Jodi hamari jodi hamari hasti gati
Nikli hai dhoom machati hai na
Main aur mere haathi

bharatlyrics.com

Yaad karo wo bachapan
Kya kya kamal karte the
Yaad karo wo bachapan
Kya kya kamal karte the
Illu pillu chhotu ho ya motu
Hu dono se darte the
Chalo chal ke chalo chal ke
Phir mil ke chal ke mil ke
Ghup chup chhup chhup
Karde sab ki chhutti
Main aur mere haathi
Hum janam janam ke sathi
Main aur mere haathi

Ek baat pate ki keh du
Koi mane ya na mane
Ek baat pate ki keh du
Koi mane ya na mane
Mere dil mein kya hai
Main jaanu ya tu jaane
Are dekho are dekho
Yeh nazara dekho dekho
Kitna hai payra nazara
Karle sararat thodi
Main aur mere haathi
Hum janam janam ke sathi
Main aur mere haathi

Teri wafa ka mol nahi hai
Teri wafa ka mol nahi hai
Janega jag sara
Yeh mana tu insaan nahi hai
Phir bhi hai sab se pyara
Teri meri aisi jodi
Teri meri aisi jodi bani rahe
Jaise ram aur laxman bhai
Main aur mere haathi
Hum janam janam ke sathi
Jodi hamari jodi hamari hasti gati
Nikli hai dhoom machati hai na
Main aur mere haathi.

Main Aur Mere Haathi (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download