Main Darshan Ko Aayi Lyrics - Lata Mangeshkar

Main Darshan Ko Aayi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Rangeen Raten (1956). Main Darshan Ko Aayi Happy soundtrack was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) with lyrics written by Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma).

Akhiyo ko asnaan kara ke
Mai darshan ko aai
Mai darshan ko aai
Akhiyo ko asnaan kara ke
Mai darshan ko aai
Mai darshan ko aai
Tute mann ko lekar mann ke
Bhet chadhaane aai
Mai darshan ko aai

Saadhu ne sanyas liya
Aur ang bhabhut ramaai
Ang bhabhut ramaai
Saadhu ne sanyas liya
Aur ang bhabhut ramaai
Ang bhabhut ramaai
Dhul bani raaho ki mira
Charanan bich samaai
Mai darshan ko aai
Hoo mai darshan ko aai

bharatlyrics.com

O pagali ke pagale pritam
Kaisi preet nibhaai
Kaisi preet nibhaai
O pagali ke pagale pritam
Kaisi preet nibhaai
Kaisi preet nibhaai
Sakhiyo kaa to ji behalaya
Hamari hansi udaai
Mai darshan ko aai
Hoo mai darshan ko aai

Sunaa mann kaa
Nagar sajaya
Preet ki jyot jagaai
Preet ki jyot jagaai
Sunaa mann kaa
Nagar sajaya
Preet ki jyot jagaai
Preet ki jyot jagaai
Is nagari se dur na jaiyo
O hamare harajaai
Mai darshan ko aai
Hoo mai darshan ko aai

Akhiyo ko asnaan kara ke
Mai darshan ko aai
Mai darshan ko aai.

Main Darshan Ko Aayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download