Main Deewana Na Jane Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Aziz

Main Deewana Na Jane lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Aziz from Ek Main Aur Ek Tu (1986). Main Deewana Na Jane Happy, Romantic soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.

Main deewaana
na jaana kab kaise
Mere dil mein
tu mehmaan ban gayi
Main deewaana
na jaana kab kaise
Mere dil mein
tu mehmaan ban gayi
O meri jaan ki dushman
Tu meri jaan ban gayi
Main deewaana
na jaana kab kaise
Mere dil mein
tu mehmaan ban gayi
O meri jaan ki dushman
Tu meri jaan ban gayi

Main deewaani
Na jaani kab kaise
Mere dil mein
Tu mehmaan ban gaya
O meri jaan ke dushman
Tu meri jaan ban gaya

bharatlyrics.com

Pehale gussa aaya
Phir pyaar aa gaya
Pehale gussa aaya
Phir pyaar aa gaya
Patjhad mein yeh
Mausame bahaar aa gaya
O jhute waade par
Bhi aitbaar aa gaya
Aankhon hi aankhon
Mein baaton hi baaton
Mein yeh daastaan ban gayi
O meri jaan ki dushman
Tu meri jaan ban gayi
Main deewaani na jaani
Kab kaise mere dil
Mein tu mehmaan ban gaya
O meri jaan ke dushman
Tu meri jaan ban gaya

Hum kitana bichade
Phir mulaakaat ho gayi
Hum kitana bichade
Phir mulaakaat ho gayi
Hum kitaa ruthe phir
Kaise baat ho gayi
Kab yeh aag lagi kab
Yeh barsaat ho gayi
Dub gaye hum dono
Jisame paani ka
Katara katara tufaan ban gaya
O meri jaan ke dushman
Tu meri jaan ban gaya
Main deewaana
na jaana kab kaise
Mere dil mein
tu mehmaan ban gayi
O meri jaan ki dushman
Tu meri jaan ban gayi

Duniya ki unchi unchi
Deewaar gir gayi
Duniya ki unchi unchi
Deewaar gir gayi
Woh rasmo riwaajon k
talwaar gir gayi
Main tere kadamon
Mein ho dildaar gir gayi
Tauba tauba kitani
Mushkil baat mohabbat
Mein kitani aasaan ban gayi
O meri jaan ki dushman
Tu meri jaan ban gayi
Main deewaani
na jaani kab kaise
Mere dil mein
tu mehmaan ban gaya
O meri jaan ke dushman
Tu meri jaan ban gaya
O meri jaan ke dushman
Tu meri jaan ban gaya.

Main Deewana Na Jane Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download