Main Hun Ujda Aashiyan Lyrics - Lata Mangeshkar

Main Hun Ujda Aashiyan lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Naaz (1954). The music of Main Hun Ujda Aashiyan Happy track is composed by Anil Krishna Biswas while the lyrics are penned by Prem Dhawan.

Main hun ujda aashiyan
Ek mita hua nishaan
Bhuli hui dastaan
Main hun ujda aashiyan
Ek mita hua

Gul khile toh kya khile
Bhulanewale sanam
Tum mile toh kya mile
Milake bhi juda hu mai
Duri ki sada hu main
Jaise gadre karavaan
Main hun ujda aashiyan
Ek mita hua

bharatlyrics.com

Tumane pher li nazar
Dil pe kya gujar gayi
Yeh kisi ko kyaa
Khabar lut gaya saje dil
Kisase kahu raje dil
Koi nahi rajdaan
Main hun ujda aashiyan
Ek mita hua

Julm dhaaye jaao tum
Meri inn vafaao ko
Aajmaaye jaao tum
Ghum pe ghum diye chalo
Tum dua liye chalo
Mere pyare maharbaan
Main hun ujda aashiyan
Ek mita hua.

Main Hun Ujda Aashiyan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download