Main Kaise Kahun Tute Hue Dil Ki Kahani Lyrics - Amirbai Karnataki

Main Kaise Kahun Tute Hue Dil Ki Kahani lyrics, the song is sung by Amirbai Karnataki from Nargis (1946). Main Kaise Kahun Tute Hue Dil Ki Kahani Sad soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Qamar Jalalabadi.

Main kaise kahun
Tute hue dil ki kahani
Main kaise kahun
Tute hue dil ki kahani
Haste hai mere
Aas to roti hai jawani
Haste hai mere
Aas to roti hai jawani
Main kaise kahun
Tute hue dil ki kahani

Tu samne aata hai
To chup jate hai aansoo
Tu samne aata hai
To chup jate hai aansoo
Hoti hu akeli to
Nikal aate hai aansoo
Hoti hu akeli to
Nikal aate hai aansoo
Sine mein hai jo aag
Wo ban jati hai pani
Sine mein hai jo aag
Wo ban jati hai pani
Main kaise kahun
Tute hue dil ki kahani

Dil karta to ujadi hui
Duniya ko basa loon
Dil karta to ujadi hui
Duniya ko basa loon
Ik choti si kutiya
Tere charno mein bana loon
Ik choti si kutiya
Tere charno mein bana loon
Lekin meri kismat ne
Koi baat na mani
Lekin meri kismat ne
Koi baat na mani
Main kaise kahun
Tute hue dil ki kahani

bharatlyrics.com

Milne ki ghadi pyar mein
Shamil hi nahi thi
Milne ki ghadi pyar mein
Shamil hi nahi thi
O mere piya main
Tere kabil hi nahi thi
O mere piya main
Tere kabil hi nahi thi
Tu dil se bhula de
Tu dil se bhula de
Ye mohabbaat ki kahani
Main kaise kahun
Tute hue dil ki kahani.

Main Kaise Kahun Tute Hue Dil Ki Kahani Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download