Main Kash Ke Patthar Hota Lyrics - Anup Jalota

Main Kash Ke Patthar Hota lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Awara Dhuan (2006). Main Kash Ke Patthar Hota Ghazal soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by .

Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota

Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Tere dar pe pada rehta main sada
Tere dar pe pada rehta main sada
Koi shikwa na lab par hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota

Sine pe tere kadmon ki nishaan
Padte rehte padte rehte
Sine pe tere kadmon ki nishaan
Padte rehte padte rehte
Poore hote mere armaan
Aur zakhm sabhi bharte rehte
Aur zakhm sabhi bharte rehte
Hoti rehti yun khwabon si
Hoti rehti yun khwabon si
Kya apna muqaddar hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Tere dar pe pada rehta main sada
Tere dar pe pada rehta main sada
Koi shikwa na lab par hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota

bharatlyrics.com

Sapne hi na hote to
Sapno ke lutane ki shikayat kya hoti
Sapne hi na hote to
Sapno ke lutane ki shikayat kya hoti
Ghairo ki adavat kyun chubhati
Aur teri mohabbat kya hoti
Aur teri mohabbat kya hoti
Phir tera karam aur zulmo sitam
Phir tera karam aur zulmo sitam
Sab ek barabar hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Tere dar pe pada rehta main sada
Tere dar pe pada rehta main sada
Koi shikwa na lab par hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota
Main kash ke patthar hota.

Main Kash Ke Patthar Hota Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *