Main Kehta Danke Ki Chot Par Lyrics - Lata Mangeshkar

Main Kehta Danke Ki Chot Par lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Hari Darshan (1972). Main Kehta Danke Ki Chot Par Religious soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).

Mai kahta danke ki chhoat par
Mai kahta danke ki chhoat par
Dayan se sunio lala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala

Kya kahna samrath sayi ka
Kya kahna samrath sayi ka
Kya se kya kar dala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala

Kon batore kankar pathar
Kon batore kankar pathar
Jab ho hath me hira
Jab ho hath me hira
Kanchan sada rahega kanchan
Kanchan sada rahega kanchan
Or kadhir kadhira
Or kadhir kadhira  sacha ke jhut ka nikala
Sacha ke jhut ka nikala
Har dam diwala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala

Mai kahta danke ki chhoat par
Dayan se sunio lala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala

bharatlyrics.com

O koi jhuka nahi sakta jag me
Koi jhuka nahi sakta jag me
Apne parbhu ka jhanda
Apne parbhu ka jhanda
Jo usko chhedega uske
Jo usko chhedega uske sir pe padega danda
Sir pe padega danda
Yugo se yugo se is dharti par
Uski ka hai bol bala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala

Mai kahta danke ki chhoat par
Dayan se sunio lala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala
Hari hai hazar aankh vala
Wo din dayala hai rakhvala
Wo din dayala hai rakhvala
Wo din dayala hai rakhvala
Kya marega marne vala
Kya marega marne vala
Wo din dayala hai rakhvala
Wo din dayala
Wo din dayala hai rakhvala
Wo din dayala
Wo din dayala hai rakhvala
Wo din dayala.

Main Kehta Danke Ki Chot Par Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download