Main Naseeb Hoon Lyrics - Lata Mangeshkar

Main Naseeb Hoon lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Adaa (1992). The music of Main Naseeb Hoon Masti track is composed by Jagjit Singh while the lyrics are penned by .

Main naseeb
Main naseeb hoon kisi aur ka
Kisi aur ke main pas hoon
Jo kisi jatan se na bujh sake
Main janam janam ki woh pyas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka

Jise chaha usko na pa saki
Woh nahin to kya meri jindagi
Jise chaha usko na pa saki
Woh nahin to kya meri jindagi
Yahin hum to the meri kahkasha
Main isi ke ghoom mein udas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka
Kisi aur ke main pas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka

bharatlyrics.com

Mujhe zulm se kya daraye tu
Mera saya chhu na sakega tu
Mujhe zulm se kya daraye tu
Mera saya chu na sakega tu
Mera jism hain kisi aur ka
Kisi aur dil ki main aas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka
Kisi aur ke main pas hoon
Main naseeb hoon kisi aur ka.

Main Naseeb Hoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Main Naseeb Hoon is from the Adaa (1992).

The song Main Naseeb Hoon was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Main Naseeb Hoon was composed by Jagjit Singh.

The music director for Main Naseeb Hoon is Jagjit Singh.

The song Main Naseeb Hoon was released under the Venus Records.

The genre of the song Main Naseeb Hoon is Masti.