Main Nashe Mein Hoon Lyrics - Mohammed Rafi

Main Nashe Mein Hoon lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Do Gunde (1959). The music of Main Nashe Mein Hoon Sharaabi track is composed by Ghulam Mohammad while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Main nashe mein hoon
Main nashe mein hoon
Dosto ne jab se chhoda
Mai maje mein hoon
Main nashe mein hoon
Main nashe mein hoon
Dosto ne jab se chhoda
Mai maje mein hoon
Main nashe mein hoon

Pi ke aanshu hans raha hoon
Kya karu majbur hoon
Pi ke aanshu hans raha hoon
Kya karu majbur hoon
Kaisa dushaman dosto ki
Thokaro se chhur hoon
Fir bhi jinda kya kahu
Kis silsile mein hoon
Mai nashe mein hoon

Mai hu muphlish mai lafanga
Puchte ho naam kya
Mai hu muphlish mai lafanga
Puchte ho naam kya
Jaat kaisi kaisa ghar
Mujhko inse kaam kya
Raaste me aankh khuli
Raste mein hoon
Mai nashe mein hoon

bharatlyrics.com

Har burayi karke fir bhi
Mujhse rahna dur dur
Har burayi karke fir bhi
Mujhse rahna dur dur
Aye sharifo mai milu to
Mujhse kahana dur dur
Janwar hoon aadami
Dekhane mein  hoon
Main nashe mein hoon
Main nashe mein hoon
Dosto ne jab se chhoda
Mai maje mein hoon
Mai nashe me hu.

Main Nashe Mein Hoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download