Main Ne Yeh Faisla Kar Liya Hai Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Main Ne Yeh Faisla Kar Liya Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Bekaraar (1983). The music of Main Ne Yeh Faisla Kar Liya Hai Love track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Log puje kisi ko mujhe kya
Mai tumhari  ibadat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi
Log puje kisi ko mujhe kya
Mai tumhari ibadat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga

Dil ka arman ye nikalunga mai
Jan de dunga jaher kha lunga
Dil ka arman ye nikalunga mai
Jan de dunga jaher kha lunga
Tumkpo hasil na kar saka to
Dekh lena mai qayamat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga

Dil me is dard ko ghar banane na du
Dil me is dard ko ghar banane na du
Maine chaha tumhe pas aane du
Aa gaye to ye yad rakhna
Ab na tumko mai ruksat karungi
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi

bharatlyrics.com

Jab mai wakif na thi ishk ke nam se
Tab gujarte the din kitne aram se
Jab mai wakif na tha ishk ke nam se
Tab gujarte the din kitne aram se
Tune cheda mujhe dekh lena
Mai bhi puri sararat karungi
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karunga
Log puje kisi ko mujhe kya
Mai tumhari hi ibadat karunga
Maine ye faisla kar liya hai
Ke mai tumse mohabbat karungi
Maine ye faisla kar liya
Maine ye faisla kar liya
Faisla kar liya, faisla kar liya
Kar liya,  kar liya.

Main Ne Yeh Faisla Kar Liya Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download